Andaaz e Bayan Garcha Bohat Shokh Nahin Hai – Poem by Allama Iqbal

Verse from Baal-e-Jibreel – Dr. Allama Iqbal

andaz e biyan garcha bohat shokh nahin hai - allama iqbal

Andaaz e Bayan Garche Bohat Shokh Nahin Hai
Shayad Ke Utar Jayay Teray Dil Main Meri Baat

Although I am not master of rhetoric 
Perhaps my words still enter your heart [so you understand them]

Ya Wuset e Aflaak Main Takbeer e Musalsal
Ya Khaak Ke Aghosh Mein Tasbeeh o Munajaat

A recurring Takbir [Allah O Akbar] through the limitless skies
Or chants and prayers within realms of sands

Woh Mazhab e Mardaan e Khud Agah o Khuda Must
Ye Mazhab e Mulla o Jamadat o Nabataat

Former is the religion of a self-aware Man, the Man of God!
Lattar is the religion of Mullah, indolent stone, and weeds

 

 

You may also like...